Breaking News

Nimaz e Juma Ky Liye Pedal Jana | Quotes Of Jumma

Description:
Nimaz ky liye ghar sy wuzu kar ky jana chahaye kion ky Allah ky Rasool s.a.w.w. ny farmaya jis shakhs ny achi tarah wuzu kia aur phir masjid ki taraf nimaz ki niyat sy chala to us ky har aik qadam par aik naik hai. Juma ki nimaz ky liye musalman ghusal karta hai pak saf ho kar masjid ki taraf juma nimaz parhny ko jata hai to farmaya wo Allah ki raah mein hota hai aur hadees mein aya hai ky jo shakhs Allah ki raah mein hota hai wo Allah ki hifz o aman mein hota hai. Aur is hadees mein farmaya gaya ky jo shakhs Allah ki raah mein ho aur us ky qadam ghubar alood huye to un qadmon par jahanum ki aag haram kar di gai hai ky wo un ko chuye. Allah pak ye tamam fazail sametny ki taufeeq ata farmaye. Ameen

Nimaz e Juma Ky Liye Pedal Jana | Quotes Of Jumma


Quote Of The Day:
Yazeed bin abi maryam rh.a. farmaty hen ky main
 juma ki nimaz ky liye paidal ja raha tha ky ubaya bin
 rafa'aa rh.a mujhy mil gaye aur farmany lagy ky
 tumhen khushkhabri ho ky tumhary ye qadam Allah
 Taala ky rasty mein hen. Kion ky main ny Abu
 abas r.a ko ye farmaty huye suna hai ky Rasool
 Allah s.a.w.w. ny irshad farmaya:
"Jis ky qadam Allah Taala ky rasty mein ghubar
 alood huye to wo qadam jahanum ki
 aag par haram hen".


1 comment:

  1. जुम्मे का दिन एक अज़ीम दिन है, अल्लाह तआला ने इस के साथ इस्लाम को अज़मत दी और येह दिन मुसलमानों के लिये ख़ास कर दिया, फ़रमाने इलाही है : जब जुम्मे के दिन नमाज के लिये पुकारा जाए पस जल्दी करो अल्लाह के ज़िक्र की तरफ़ और खरीदो फरोख्त छोड़ दो। इस आयत से मालूम हुवा कि अल्लाह तआला ने जुम्मे के वक्त दुन्यावी शगल हराम करार दिये हैं और हर वो चीज़ जो जुमा के लिये रुकावट बने ममनूअ करार दे दी गई है। हुजूर सल्लल्लाहो अलैह व सल्लम का फरमान है कि तहक़ीक़ अल्लाह तआला ने तुम पर मेरे इस दिन और इस मकाम में जुमा को फ़र्ज़ करार दे दिया है। एक और इरशाद है कि जो शख्स बिगैर किसी उज्र के तीन जुम्मे की नमाजें छोड़ देता है अल्लाह तआला उस के दिल पर मोहर लगा देता है। इस पेज से हजारों खुबसूरत जुम्मा मुबारक इमेजेज डाउनलोड कर सकते हैं
    1000+ Jumma Mubarak image

    ReplyDelete